Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDiwana (1967)
HomeDiwana (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai phool uthaa le to kalaai mein lachak aa jaaye tujh hasina ko khuda ne wo nazaakat di hai main jise pyaar se chhoo loon wo hi ho jaaye mera usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai main gujarta hi gaya teri hasin raahon se ek tere naam ne kya kya mujhe himmat di hai mere dil ko bhi zaraa dekh kahaan tak hoon main usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai tu agar chaahe to duniya ko nachaa de zaalim chaal di hai tujhe maalik ne qayaamat di hai main agar chaahoon to patthar ko bana doon paani usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat
deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai deewana main samjhun jag hai deewana deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai deewana hoooo main samjhun jag hai deewana deewana mujhko log kahe hansta hai koi soorat pe meri hansta hai koi haalat pe meri hansta hai koi soorat pe meri hansta hai koi haalat pe meri chhota hi sahi par dil hai bada main jhoomta paimaana deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai deewana hoooo main samjhun jag hai deewana deewana mujhko log kahe main insaan sidha sadha hoon imaan ka main shehzaada hoon main insaan sidha sadha hoon imaan ka main shehzaada hoon hai kaun bura maalik jaane main pyaar ka parwaana deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai deewana hoooo main samjhun jag hai deewana deewana mujhko log kahe main yaar ki khatir loot jaaun aur pyaar ki khatir mit jaaun main yaar ki khatir loot jaaun aur pyaar ki khatir mit jaaun chalta hi rahoon har manzil par anjaam se begaana deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai
mubaaraq dene aaye the mubaaraq de ke jaate hain mila hai bahot kuchh seene mein jo hum le ke jaate hain hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam apni raam raam raam sabko raam raam raam apni raam raam raam sabko raam raam raam hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam sabko raam raam raam kabhi jo keh naa paaye baat wo honthon pe ab aayi honthon pe ab aayi kabhi jo keh naa paaye baat wo honthon pe ab aayi honthon pe ab aayi adaalat uth chuki hai ab karega kaun sunwaayi karega kaun sunwaayi hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam sabko raam raam raam apni raam raam raam hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam sabko raam raam raam huyi ho bhool koi to use dil se bhula dena use dil se bhula dena huyi ho bhool koi to use dil se bhula dena use dil se bhula dena koi deewana tha baaton pe uski dhyaan kya dena dhyaan kya dena hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam apni raam raam raam sabko raam raam raam hum to
pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana meri soorat pe naa jaana meri soorat pe naa jaana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana wahaan kuchh der hai pyaare nahin andher hai pyaare jo tujhko naa dikhaayi de nazar ka pher hai pyaare wahaan kuchh der hai pyaare nahin andher hai pyaare jo tujhko naa dikhaayi de nazar ka pher hai pyaare nazar ka pher hai pyaare tu behkave mein naa aana hai uska sab jag jaana meri soorat pe naa jaana meri soorat pe naa jaana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana chhar ke aath tu kar le aath ke saath tu kar le rahega phir bhi ye khaali pet ko laakh tu bhar le chhar ke aath tu kar le aath ke saath tu kar le rahega phir bhi ye khaali pet ko laakh tu bhar le pet ko laakh tu bhar le seekh le mann ko manaana sabr se kaam chalana meri soorat pe naa jaana meri soorat pe naa jaana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana jo naa talwaar se hoga wo pal mein pyaar se hoga naa kar paayenge jo
taaron se pyaare dil ke ishaare pyaase hain armaan aa mere pyaare aana hi hoga tujhe aana hi hoga aana hi hoga taaron se pyaare dil ke ishaare pyaase hain armaan aa mere pyaare aana hi hoga tujhe aana hi hoga aana hi hoga dil tujhe yaad kare haaye fariyaad kare dil tujhe yaad kare haaye fariyaad kare pedon ki chaanv tale tera intezaar kare pedon ki chaanv tale tera intezaar kare tera intezaar kare saanjh sakaare dil ye pukaare pyaase hain armaan aa mere pyaare aana hi hoga tujhe aana hi hoga aana hi hoga taaron se pyaare dil ke ishaare pyaase hain armaan aa mere pyaare aana hi hoga tujhe aana hi hoga aana hi hoga haal e dil jaan le tu humko pehchaan le tu haal e dil jaan le tu humko pehchaan le tu hum koi gair nahin baat ye maan le tu hum koi gair nahin baat ye maan le tu baat ye maan le tu hum hai bichaare duniyaa ke maare pyaase hain armaan aa mere pyaare aana hi hoga tujhe aana hi hoga aana hi hoga taaron se pyaare dil ke ishaare pyaase hain armaan aa mere
jai jai tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai na tum haare na hum haare safar saath jitna tha ho hi gaya tai na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai yaad ke phool ko hum to apne dil se rahenge lagaaye yaad ke phool ko hum to apne dil se rahenge lagaaye aur tum bhi hans lena jab ye deewana yaad aaye milenge jo phir se mila de sitaare na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai waqt kahan rukta hai to phir tum kaise ruk jaate waqt kahan rukta hai to phir tum kaise ruk jaate aakhir kisne chaand chooaa hai hum kyun haath badhaate jo us paar ho tum to hum is kinaare na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai tha to bahut kehne ko lekin ab to chup behtar hai tha to bahut kehne ko lekin ab to chup behtar hai ye duniyaan hai ek saraaye jeevan ek safar hai ruka bhi hai koi kisi ke pukaare na tum haare na hum haare safar saath jitna
Tumko Sanam Pukar Ke
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Sanam Jisne Tujhe Diwana (1967) 04:34 13041
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sayra Banu
Duration : 04:34   Song Number : 13041   

Deewana Mujhko Log Kahe Diwana (1967) 04:19 15180
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sayra Banu
Duration : 04:19   Song Number : 15180   

Hum To Jaate Apne Gaon Diwana (1967) 04:18 13039
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Saira Banu, Others
Duration : 04:18   Song Number : 13039   

Pate Ki Baat Kahega Diwana (1967) 03:53 12322
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Others
Duration : 03:53   Song Number : 12322   

Taron Se Pyaare Dil Ke Ishaare Diwana (1967) 04:13 31104
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Saira Banu
Duration : 04:13   Song Number : 31104   

Tumhari Bhi Jai Jai Diwana (1967) 04:35 13040
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 04:35   Song Number : 13040   

Tumko Sanam Pukaar Ke Diwana (1967) 04:29 37626
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
Duration : 04:29   Song Number : 37626